Lucknow mein Maa-Papa ka full body checkup ghar par. Aap yahan se book kariye — hamari team unhe call karke time fix karegi, ghar se sample legi, aur report aapke aur unke, dono ke WhatsApp par bhejegi.
Neeche form bhariye — Maa-Papa ka naam, umar, pata aur package.
Usi din team Maa-Papa ko call karke subah ka samay aur fasting samjha degi.
Trained phlebotomist sealed kit ke saath ghar aayega.
Report Maa-Papa ke aur aapke WhatsApp par — apne doctor ko dikha dijiye.
Har booking par ek sabse achha offer apne aap lagta hai.
Is page par form bhariye. Hamari team usi din Maa-Papa ko call karke time pakka karegi aur aapko WhatsApp par confirmation bhejegi.
Maa-Papa sample ke waqt ghar par Cash/UPI de sakte hain. Aap khud pehle UPI karna chahein to WhatsApp par likhiye, hum UPI details bhej denge.
Report Maa-Papa ke WhatsApp par aur aapke WhatsApp par — dono ko. Website ke "My Reports" se bhi download ho sakti hai.
Full body / sugar / lipid wale packages ke liye 10–12 ghante khali pet (saada paani pee sakte hain). Hamari team call par Maa-Papa ko pehle se bata degi.
Trained phlebotomist sealed, single-use kit ke saath aata hai. Buzurgon ke saath aaram se, unke samay ke hisaab se.
Lucknow mein Gomti Nagar, Vibhav Khand, Viraj Khand, Vijayant Khand, Vipul Khand, Vineet Khand, Vishal Khand, Patrakarpuram aur aas-paas. Aapka area list mein na ho to WhatsApp par puchh lijiye.
Report apne family doctor ko dikha kar salah lijiye. Hum ilaaj ki salah nahi dete.